Here is the song Uh Oh Uh Oh from the movie Mujhse Fraaandship Karoge, This song was sung by Ash King and Shilpa Rao while lyrics are given by Anvita Dutt Guptan. This song was composed by Raghu Dixit.
Tags:Mujhse Fraaandship Karoge songs,Mujhse Fraaandship Karoge,Lyrics
Ab hawa ki diwaaron pe
Hum dhoop alfazon se
Bharey bharey lifaafey khath likhenge
Hum thode besabar thhey
Kab taazi taazi khabar se
Dil ki akhbaaron mein chhapenge
Teri meri inn baton ka silsila
Dekho dekho afwaaon sa udd chala
Aasman mein yeh baadal banke chala
Uda uda muda muda juda juda thoda thoda
Uh oh uh oh kya hua
Uh oh uh oh pyaar hua
Uh oh uh oh haan hua
I guess Ive fallen in love
Ab kisi bhi bahaaney se
Kyun har anjaane mein
Yun tere hi toh chehre dikhenge
Jab dekhun main kitaabon ko
Ya khidki darwaazon ko
Kyun teri hi kahaani sab kahenge
Dekho na baaton hi baaton mein vaadon ki
Baatuni kahani aankhon ki zubani sunaani hai
Zara sa mauka tu dede toh phirse main kahunga
Pehla hi pehla yeh dil ka jo pehlu hai
Chhupaatey chhupaatey bahaane banaate bataate hain
Zara sa mauka tu dede toh phirse main kahungi
Jhooti mooti mulaqaton ko
Dekhun dekhun main toh khwabon mein
Aisi waisi kaisi baatein ho
Socha karun main khayaalon mein
Kahaan kyun intezaaron mein main toh chala
Uda uda muda muda juda juda thoda thoda.
Hum dhoop alfazon se
Bharey bharey lifaafey khath likhenge
Hum thode besabar thhey
Kab taazi taazi khabar se
Dil ki akhbaaron mein chhapenge
Teri meri inn baton ka silsila
Dekho dekho afwaaon sa udd chala
Aasman mein yeh baadal banke chala
Uda uda muda muda juda juda thoda thoda
Uh oh uh oh kya hua
Uh oh uh oh pyaar hua
Uh oh uh oh haan hua
I guess Ive fallen in love
Ab kisi bhi bahaaney se
Kyun har anjaane mein
Yun tere hi toh chehre dikhenge
Jab dekhun main kitaabon ko
Ya khidki darwaazon ko
Kyun teri hi kahaani sab kahenge
Dekho na baaton hi baaton mein vaadon ki
Baatuni kahani aankhon ki zubani sunaani hai
Zara sa mauka tu dede toh phirse main kahunga
Pehla hi pehla yeh dil ka jo pehlu hai
Chhupaatey chhupaatey bahaane banaate bataate hain
Zara sa mauka tu dede toh phirse main kahungi
Jhooti mooti mulaqaton ko
Dekhun dekhun main toh khwabon mein
Aisi waisi kaisi baatein ho
Socha karun main khayaalon mein
Kahaan kyun intezaaron mein main toh chala
Uda uda muda muda juda juda thoda thoda.