Satyagraha Title Song – Satyagraha

Satyagraha Title Song

Song Title : Satyagraha Title Song
Movie : Satyagraha
Directed By : Prakash Jha
Produced By : Prakash Jha
Music by : indian Ocean,Meet Bros Anjan Ankit,Aadesh Shrivastava,Salim Sulaiman



 

 

 

Satyagraha Title Song

Raghupati raghav raja Ram
Patit pavan Sita Ram

Tana dena.
Tana dena dena dena dena de re na

Satyagraha.
Satyagraha.

Raghupati raghav raja Ram
Patit pavan Sita Ram

Ab tak dheeraj maanga tha aa
Prabhu ab dheeraj mat dena
Prabhu ab dheeraj mat dena
Sehte jaayein sehte jaayein sehte jaayein
Aisa bal bhi mat dena
Aisa bal bhi mat dena

Uth kar karne hain kuchh kaam
Raghupati raghav raja Ram

Raghupati raghav raja Ram
Uth kar karne hain kuchh kaam X 2

Tum karuna ke saagar
Tum paalan karta
Par jo zulm hai karta woh
Kahaan tum se darta
Ghaayal hai bhola insaan
Raghupati raghav raja Ram

Raghupati raghav raja Ram
Ghaayal hai bhola insaan
Raghupati raghav raja Ram
Uth kar karne hain kuchh kaam

Satyagraha

No comments:

Post a Comment

Lyrics Hungama.Com Designed by Templateism.com Copyright © 2014

Theme images by Bim. Powered by Blogger.