Dua (O Rabba) Lyrics – Rabba Main Kya Karoon

Dua (O Rabba)

 

Song Title : Dua (O Rabba)
Movie : Rabba Main Kya Karoon
Directed by : Amrit Sagar Chopra
Produced by : Moti Sagar
Music by : Salim, Sulaiman


 

 

Dua (O Rabba) Lyrics

Zindagi ki raahon mein
Saath hum agar chalein

Kyun meri nazar mein hai
Is qadar yeh faasle

Dil jo phool tha
Sholon mein dhala haan.
Jalti hai jahaan dua

Saath jo tu nahi
Zindagi ka kya karein
Jismein tu hai nahi
Us khushi ka kya karein hey

Waqt ki nigaah mein
Yaadon ke nishaan hain
Dil ki har zameen pe
Waadon ke nishaan hain

Dil jo phool tha
Sholon mein dhala haan. haan
Jalti hai jahaan dua
Jalti hai jahaan dua haan.

Saath jo tu nahi
Zindagi ka kya karein
Jismein tu hai nahi
Us khushi ka kya karein hey

O Rabba meri jaan lauta de
O Rabba main kahaan tere aage
O Rabba mera dard bhula de
Ya Rabba mera yaar mila de

O Rabba meri jaan lauta de
O Rabba main kahaan tere aage
O Rabba mera dard bhula de
Ya Rabba mera yaar mila de

Zindagi ki raahon mein
Saath hum agar chalein
Chaahta hai yeh dil mera
Ke phool phir wohi khile

Saath jo tu nahi
Zindagi ka kya karein
Jismein tu hai nahi
Us khushi ka kya karein hey

O Rabba meri jaan lauta de
O Rabba main kahaan tere aage
O Rabba mera dard bhula de
Ya Rabba mera yaar mila de

O Rabba O Rabba meri jaan lauta de
O Rabba O Rabba main kahaan tere aage
O Rabba O Rabba mera dard bhula de
O Rabba Ya Rabba mera yaar mila de

 

No comments:

Post a Comment

Lyrics Hungama.Com Designed by Templateism.com Copyright © 2014

Theme images by Bim. Powered by Blogger.